Blogger: SEO Friendly Image Kaise Banaye for More Traffic
Agar aap apne Blog par Traffic lana chate hai to sirf web search nahi Image Search par bhi focus kare.. Agar aap Image ka sahi SEO karege to blog par Image ke jariye bhi acha khasa traffic laya ja sakte hai. Image Blog post me bhut jaruri hoti hai, or Image SEO karna On Page SEO ka ek main point hai.. jiski madad se post rank karti hai. Mere Hisab se Post me jaan jab hi dalti hai jab usme badiya image ho.. mene kahi pada tha ki ek image 1000 sabd ke barabar hoti hai , or ye muje sahi bhi lagta hai. khene ka matlab hai kam se badiya image jarur add kare apni post me.. jo baat ham 1000 sabd likh kar samja payege wo kaam ek image kardegi. Free Stock Image website ki list yaha share ki hai, jaha se free me image download kar sakte hai. or agar aap Google se Copyright Free Image Download karna chate hi to uska tarika bhi share kiya huaa hai. To Chaliye Dekhte hai Kya kya karna hai Blog me Post me use karne ke liye. SEO Friendly Image Kaise Banaye SEO ka matlab hai...